SEARCH RESULTS
Showing search results for "shagufta"
Ghazal MATCHES FOR "shagufta"
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
tashbiih tire chehre ko kyaa duu.n gul-e-tar se
hotaa hai shagufta magar itnaa nahii.n hotaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
'siimaab' ko shagufta na dekhaa tamaam umr
kam-baKHt jab milaa hame.n Gam-aashnaa milaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
vo to andar kii udaasii ne bachaayaa varna
un kii marzii to yahii thii ki shagufta ho jaa.uu.n
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
jaan-e-bahaar tum ne vo kaa.nTe chubho.e hai.n
mai.n har gul-e-shagufta ko chhuune se Dar gayaa
Kaif Bhopali
Ghazal
shagufta phuul simaT kar kalii bane jaise
kuchh is kamaal se tuu ne badan churaayaa thaa
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
baaG-e-shagufta teraa bisaat-e-nashaat-e-dil
abr-e-bahaar KHum-kada kis ke dimaaG kaa?
Mirza Ghalib
Ghazal
shaadaab-o-shagufta ko.ii gulshan na milegaa
dil KHushk rahaa to kahii.n saavan na milegaa
Anwar Jalalpuri
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
shagufta ho na sakegii fazaa-e-arz-o-samaa
kisii kii jalva-gah-e-baam-o-dar kii baat karo
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
tum agar chaaho to har sher shagufta ho jaa.e
bas mire dil me.n utar jaa.o Gazal hone tak
Rumana Rumi
Ghazal
siimaab kii tarah se shagufta hu.aa mizaaj
iksiir mujh ko mere KHariidaar ne kiyaa