SEARCH RESULTS
Showing search results for "sharaf"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sharaf"
Ghazal
sunaa hai us ko bhii hai sher o shaa.irii se shaGaf
so ham bhii mo.ajize apne hunar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
daraKHt-e-zard
KHalaf us ke KHazaf aur be-nihaayat naa-KHalaf nikle
ham us ke saare beTe intihaa.ii be-sharaf nikle
Jaun Eliya
Marsiya
sahraa ko mil gayaa sharaf-e-vaadii-assalaam
kaabe se aur najaf se bhii izzat sivaa hu.ii
Meer Anees
Ghazal
Ahmad Faraz
PAGE MATCHES FOR "sharaf"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sharaf"
Ghazal
bahut hai lamha-e-maujuud kaa sharaf bhii mujhe
so apne fan se baqaa-e-abad nahii.n maa.ngii
Ahmad Faraz
Ghazal
pii jis qadar mile shab-e-mahtaab me.n sharaab
is balGamii-mizaaj ko garmii hii raas hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Sher
is parde me.n ye husn kaa aalam hai ilaahii
be-parda vo ho jaa.e.n to kyaa jaaniye kyaa ho
Sharaf Mujaddidi
Sher
Agha Hajju Sharaf
Nazm
tum ye kahte ho ab koi chaara nahin
jis ko chhuu kar sabhii ik taraf ho ga.e
baat kii baat me.n zii-sharaf ho ga.e
Faiz Ahmad Faiz
Sher
ishq ho jaa.egaa merii daastaan-e-ishq se
raat bhar jaagaa karoge is kahaanii ke liye
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
vo sair-chashm huu.n mere liye hai be-vaq'at
jamaal-e-huur-o-sharaab-tahuur-o-shiir-o-‘asal