SEARCH RESULTS
Showing search results for "سرخیل_مسیحا_نفساں"
Ghazal MATCHES FOR "سرخیل_مسیحا_نفساں"
Ghazal
shukr-e-iizad ki vo sarKHail-e-masiihaa-nafsaa.n
zulf bar-dosh pai-e-pursish-e-biimaar aayaa
Josh Malihabadi
Ghazal
yaad jin kii hame.n jiine bhii na degii 'raahii'
dushman-e-jaa.n vo masiihaa-nafasaa.n kaise hai.n
Rahi Masoom Raza
Nazm
hum log
aaj-kal apne masiihaa-nafsaa.n kaise hai.n
aa.ndhiyaa.n to ye sunaa hai ki udhar bhii aa.ii.n
Mustafa Zaidi
Ghazal
dosto maut se apnii ye misaalii paikaar
baa.is-e-rashk-e-masiihaa-nafsaa.n Thahregii
Rafeeq Jabir
Ghazal
gul-o-nasrii.n ke tasavvur se mirii saa.nso.n me.n
nik.hat-e-zulf-e-masiihaa-nafasaa.n baaqii hai
Ram Krishn Muztar
Ghazal
ehsaan liye kitne masiihaa-nafaso.n ke
kyaa kiijiye dil kaa na jalaa hai na bujhaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
jis se 'aKHtar' ho mire dard-e-mohabbat kaa ilaaj
kyaa masiihaa-nafaso.n ko vo davaa yaad nahii.n
Akhtar Muslimi
Ghazal
ham bhii zinda the masiihaa-nafaso.n ke hote
sach to ye hai ki vahii vaqt thaa mar jaane kaa
Irfan Siddiqi
Short story
ان صحبتوں میں آخر جانیں ہی جاتیاں ہیں
نے عشق کو ہے صرفہ نے حسن کو محابا