SEARCH RESULTS
Showing search results for "بنيان"
Ghazal MATCHES FOR "بنيان"
Ghazal
bunyaan-e-umr sust hai aur mun.imaan-e-dahr
maGruur apne ko shak-e-aalii binaa ke hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
ye masaa.il-e-tasavvuf ye tiraa bayaan 'Gaalib'
tujhe ham valii samajhte jo na baada-KHvaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
vo aadmii nahii.n hai mukammal bayaan hai
maathe pe us ke choT kaa gahraa nishaan hai
Dushyant Kumar
Ghazal
rafta rafta yahii zindaa.n me.n badal jaate hai.n
ab kisii shahr kii buniyaad na Daalii jaa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
Meraj Faizabadi
Ghazal
ham ko anfaas kii apne hai imaarat karnii
is imaarat kii labo.n par tire buniyaad rakhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
mirii jafaa-talabii ko du.aa.e.n detaa hai
vo dasht-e-saada vo teraa jahaan-e-be-buniyaad
Allama Iqbal
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
bayaan-e-haal mufassal nahii.n hu.aa ab tak
jo mas.ala thaa vahii hal nahii.n hu.aa ab tak
Jahangeer nayab
Ghazal
ruukaar se to apnii mai.n lagtaa huu.n paa.edaar
buniyaad rah ga.ii pa-e-buniyaad kuchh karuu.n
Jaun Eliya
Ghazal
saaqii kii chashm-e-mast kaa kyaa kiijiye bayaan
itnaa suruur thaa ki mujhe bhii suruur thaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
tum aur fareb khaa.o bayaan-e-raqiib se
tum se to kam gila hai ziyaada nasiib se