SEARCH RESULTS
Showing search results for "تسبیح"
Ghazal MATCHES FOR "تسبیح"
Ghazal
ye kis kaa tasavvur hai ye kis kaa fasaanaa hai
jo ashk hai aa.nkho.n me.n tasbiih kaa daanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Ismail Merathi
Ghazal
tuu ne jis shaKHs ko maaraa thaa samajh kar kaafir
us kii muTThii se to tasbiih ke daane nikle
Amir Ameer
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
dii.n de ke gayaa kufr ke bhii kaam se aashiq
tasbiih ke saath us ne to zunnaar bhii chho.Daa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ai shaiKH agar kufr se islaam judaa hai
pas chaahiye tasbiih me.n zunnaar na hotaa
Ashraf Ali Fughan
Ghazal
le le ke teraa naam in aa.nkho.n ne raat bhar
tasbiih-e-intizaar ke daane banaa.e hai.n
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
zohd gardiidan hai gard-e-KHaana-haa-e-mun.imaa.n
daana-e-tasbiih se mai.n mohra-dar-shashdar hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
kufr kuchh chaahiye islaam kii raunaq ke liye
husn zunnaar hai tasbiih-e-sulaimaanii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
kahii.n salaasil-e-tasbiih aur kahii.n zunnaar
bichhe hai.n daam bahut mudda.aa ke raste me.n
Habib Jalib
Ghazal
zikr asmaa-e-ilaahii kaa hai faizaan ki ab
dam ulajhtaa hai na tasbiih-e-nafas TuuTtii hai
Iftikhar Arif
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
gar peshvaa-e-KHalq hai zaahid to kyaa hu.aa
tasbiih kaa imaam nahii.n hai shumaar me.n