SEARCH RESULTS
Showing search results for "حد"
Ghazal MATCHES FOR "حد"
Ghazal
dil hai to dha.Dakne kaa bahaana ko.ii Dhuu.nDe
patthar kii tarah be-his o be-jaan saa kyuu.n hai
Shahryar
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
ishrat-e-qatra hai dariyaa me.n fanaa ho jaanaa
dard kaa had se guzarnaa hai davaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
yaaraa.n vo jo hai meraa masiihaa-e-jaan-o-dil
be-had aziiz hai mujhe achchhaa kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
isii KHayaal me.n guzrii hai shaam-e-dard aksar
ki dard had se ba.Dhegaa to muskuraa duu.ngaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
had chaahiye sazaa me.n uquubat ke vaaste
aaKHir gunaahgaar huu.n kaafar nahii.n huu.n mai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
be-KHayaalii me.n yuu.nhii bas ik iraada kar liyaa
apne dil ke shauq ko had se ziyaada kar liyaa
Muneer Niyazi
Ghazal
pyaar jab had se ba.Dhaa saare takalluf miT ga.e
aap se phir tum hu.e phir tuu kaa unvaa.n ho ga.e
Tasleem Fazli
Ghazal
ye kyaa jagah hai dosto ye kaun saa dayaar hai
had-e-nigaah tak jahaa.n Gubaar hii Gubaar hai
Shahryar
Ghazal
ek lamhe kii tavajjoh nahii.n haasil us kii
aur ye dil ki use had se sivaa chaahtaa hai