SEARCH RESULTS
Showing search results for "دهارا"
Ghazal MATCHES FOR "دهارا"
Ghazal
daaraa o sikandar se vo mard-e-faqiir aulaa
ho jis kii faqiirii me.n buu-e-asadul-laahii
Allama Iqbal
Ghazal
daa.era-vaar hii to hai.n ishq ke raaste tamaam
raah badal rahe hai.n aap aap bahut ajiib hai.n
Pirzada Qasim
Ghazal
ye itnii raat ga.e kaun dastake.n degaa
kahii.n havaa kaa hii us ne na ruup dhaaraa ho
Parveen Shakir
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
na gor-e-sikandar na hai qabr-e-daaraa
miTe naamiyo.n ke nishaa.n kaise kaise
Haidar Ali Aatish
Ghazal
raat aa.ii aur phir taariiKH ko dohraa ga.ii
yuu.n hu.aa ik KHvaab to dekhaa magar dekhaa hu.aa
Iqbal Ashhar
Ghazal
dohraa rahaa huu.n baat puraanii kahii hu.ii
tasviir tere ghar me.n thii merii lagii hu.ii
Munawwar Rana
Ghazal
zindagii har zaaviye se dekhtaa huu.n mai.n tujhe
hai mirii fikr-o-nazar kaa daa.era phailaa hu.aa
Jahangeer nayab
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
apne raaziq ko na pahchaane to muhtaaj-e-muluuk
aur pahchaane to hai.n tere gadaa daaraa o jam
Allama Iqbal
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
sub.h hotii nahii.n ai ishq ye kaisii shab hai
qais o farhaad ke dohraa liye afsaane tak
Qamar Jalalvi
Ghazal
mustaqbil-e-insaan ne e'laan kiyaa hai
aa.inda se be-taaj rahegaa sar-e-daaraa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
vo aaj phir yahii dohraa ke chal diyaa 'baanii'
mai.n bhuul ke nahii.n ab tujh se bolne vaalaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
yazdaan o ahrman kii hikaayaat ke badle
insaa.n kii rivaayaat ko dohraa ke guzar jaa