SEARCH RESULTS
Showing search results for "راستا"
Ghazal MATCHES FOR "راستا"
Ghazal
mujh ko chalne do akelaa hai abhii meraa safar
raasta rokaa gayaa to qaafila ho jaa.uu.ngaa
Waseem Barelvi
Ghazal
yahaa.n kisii ko ko.ii raasta nahii.n detaa
mujhe giraa ke agar tum sambhal sako to chalo
Nida Fazli
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
tark-e-ta.alluqaat ko.ii mas.ala nahii.n
ye to vo raasta hai ki bas chal pa.De ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
ye ek mela hai va.ada kisii se kyaa legaa
Dhalegaa din to har ik apnaa raasta legaa
Waseem Barelvi
Ghazal
mohabbato.n me.n ajab hai dilo.n ko dha.Dkaa saa
ki jaane kaun kahaa.n raasta badal jaa.e
Obaidullah Aleem
Ghazal
mai.n aa rahaa thaa raaste mai.n phuul the
mai.n jaa rahaa huu.n ko.ii roktaa nahii.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
auro.n kaa haath thaamo unhe.n raasta dikhaa.o
mai.n bhuul jaa.uu.n apnaa hii ghar tum ko is se kyaa
Parveen Shakir
Ghazal
mujh se gurez-paa hai to har raasta badal
mai.n sa.ng-e-raah huu.n to sabhii raasto.n me.n huu.n
Ahmad Faraz
Ghazal
rahtaa nahii.n hai kuchh bhii yahaa.n ek saa sadaa
darvaaza ghar kaa khol ke phir ghar talaash kar