SEARCH RESULTS
Showing search results for "منظم"
Ghazal MATCHES FOR "منظم"
Ghazal
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
ab tak mirii yaado.n se miTaa.e nahii.n miTtaa
bhiigii hu.ii ik shaam kaa manzar tirii aa.nkhe.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
bhiigii hu.ii aa.nkho.n kaa ye manzar na milegaa
ghar chho.D ke mat jaa.o kahii.n ghar na milegaa
Bashir Badr
Ghazal
ek manzar pe Thaharne nahii.n detii fitrat
umr bhar aa.nkh kii qismat me.n safar lagtaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
hamaare shahr ke manzar na dekh paa.e.nge
yahaa.n ke log to aa.nkho.n me.n KHvaab rakhte hai.n
Rahat Indori
Ghazal
kisii ke chehre ko kab tak nigaah me.n rakkhuu.n
safar me.n ek hii manzar to rah nahii.n saktaa
Waseem Barelvi
Ghazal
aisaa KHaamosh to manzar na fanaa kaa hotaa
merii tasviir bhii girtii to chhanaakaa hotaa
Gulzar
Ghazal
zamii.n kaa aaKHirii manzar dikhaa.ii dene lagaa
mai.n dekhtaa hu.aa patthar dikhaa.ii dene lagaa
Shaheen Abbas
Ghazal
uTho ye manzar-e-shab-taab dekhne ke liye
ki nii.nd shart nahii.n KHvaab dekhne ke liye
Irfan Siddiqi
Ghazal
nazdiikiyo.n me.n duur kaa manzar talaash kar
jo haath me.n nahii.n hai vo patthar talaash kar
Nida Fazli
Ghazal
ek nazar me.n manzar kab khulte hai.n dost
tuu ne dekhaa bhii hai to kyaa dekhaa hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
manzar ik bulandii par aur ham banaa sakte
arsh se udhar hotaa kaash ke makaa.n apnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
bhiigtii aa.nkho.n ke manzar nahii.n dekhe jaate
ham se ab itne samundar nahii.n dekhe jaate
Meraj Faizabadi
Ghazal
aaKHir 'zafar' hu.aa huu.n manzar se KHud hii Gaa.eb
usluub-e-KHaas apnaa mai.n aam karte karte
Zafar Iqbal
Ghazal
raato.n me.n ik suuraj bhii dikh jaa.egaa
har manzar ko ulTaa kar ke dekhaa jaa.e