SEARCH RESULTS
Showing search results for "نجوم"
Ghazal MATCHES FOR "نجوم"
Ghazal
ro.e.nge merii yaad me.n mahr o mah o nujuum
in aa.ino.n me.n aks-e-qalaq chho.D jaa.uu.ngaa
Iqbal Sajid
Ghazal
kisii ko chaltaa hu.aa dekh le.n to chalte bane.n
Gazaal mornii mauje.n nujuum abr gha.Dii
Shahzad Qais
Ghazal
shab-e-nashaat mubaarak tujhe ye maah-o-nujuum
sahar bahut hai mirii kam-sitaargii ke liye
Nushur Wahidi
Ghazal
bas ek shab kii masaafat thii aur ab tak hai
mah o nujuum kaa saaraa Gubaar aa.nkho.n me.n
Parveen Shakir
Ghazal
raste mah-o-nujuum ke tabdiil ho ga.e
in khi.Dkiyo.n me.n ek bhii taaraa nahii.n rahaa
Aitbar Sajid
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
girte rahe nujuum a.ndhere kii zulf se
shab bhar rahii.n KHamoshiyaa.n saayo.n se ham-kanaar
Adil Mansuri
Ghazal
ye mah o nujuum ha.ns le.n mire aa.nsu.o.n pe 'jaalib'
miraa maahtaab jab tak lab-e-baam aa na jaa.e
Habib Jalib
Ghazal
goyaa zamiin kam thii tag-o-taaz ke liye
paimaa.ish-e-nujuum-o-qamar kar rahe hai.n ham
Ahmad Mushtaq
Ghazal
ye aasmaa.n the ki aa.iine the KHalaa.o.n me.n
mah-o-nujuum me.n jhaa.nkaa to ham hii paa.e ga.e
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
jo dekhiye to jilau me.n hai.n mehr-o-maah-o-nujuum
jo sochiye to safar kii ye ibtidaa bhii nahii.n
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
Payam Fatehpuri
Ghazal
mehr-o-mah-o-nujuum kii maanind roz-o-shab
har jaur-e-aasmaa.n pe rahe KHanda-zan se ham
Himayat Ali Shayar
Ghazal
hai un ko naaz parda-e-maah-o-nujuum par
kaise kahuu.n ki saaf nazar aa rahe ho tum
Hairat Gondvi
Ghazal
hamaare naqsh-e-qadam hai.n ye mehr-o-maah-o-nujuum
hamaarii raah sar-e-kahkashaa.n hai aur ham hai.n