SEARCH RESULTS
Showing search results for "ٹیکے"
Ghazal MATCHES FOR "ٹیکے"
Ghazal
kha.Dii hu.ii hai asaa Teke nargis-e-biimaar
is intizaar me.n hai dekhiye kab aa.e bahaar
Yagana Changezi
Ghazal
dekh kar chaa.nd sitaare bhii hai.n ‘ash-‘ash karte
maa.ng-Tiike pe jo yaaquut ja.Daa hotaa hai
Abdul Qadir Ahqar Azizi
Ghazal
girya chaahe hai KHaraabii mire kaashaane kii
dar o diivaar se Tapke hai bayaabaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
tuu bhii kho jaa.egii Tapke hu.e aa.nsuu kii tarah
dekh ai gardish-e-ayyaam mire saath na chal
Shakeel Azmi
Ghazal
aa.nkho.n se hayaa Tapke hai andaaz to dekho
hai bul-havaso.n par bhii sitam naaz to dekho
Momin Khan Momin
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
kabhii rukaa nahii.n ko.ii maqaam-e-sahraa me.n
ki Tiile paa.nv-tale se sarakte rahte hai.n
Gulzar
Ghazal
Tapkegaa lahuu aur mire diida-e-tar se
dha.Dkegaa dil-e-KHaana-KHaraab aur ziyaada
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
har-bun-e-muu se dam-e-zikr na Tapke KHuu.n naab
hamza kaa qissa hu.aa ishq kaa charchaa na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
kyaa jur.ate.n jo ham ko darbaa.n tumhaaraa Toke
kah do ki ye to jaane-pahchaane aadmii hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
aa.nkho.n se mastii na labo.n se amrit Tapkegaa
shiisha-o-jaam sharaabo.n se KHaalii ho jaa.e.nge
Zeb Ghauri
Ghazal
sabz naaranjii sunahrii khaTTii miiThii la.Dkiyaa.n
bhaarii jismo.n vaalii Tapke aam jaisii aurte.n
Bashir Badr
Ghazal
Nadeem Bhabha
Ghazal
us maathe ko chuume kitne din biite
jis maathe kii KHaatir thaa ik Tiikaa chaa.nd