SEARCH RESULTS
Showing search results for "कठिन"
Ghazal MATCHES FOR "कठिन"
Ghazal
gar intizaar kaThin hai to jab talak ai dil
kisii ke vaada-e-fardaa kii guftuguu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kaThin hai raahguzar tho.Dii duur saath chalo
bahut ka.Daa hai safar tho.Dii duur saath chalo
Ahmad Faraz
Ghazal
manzile.n laakh kaThin aa.e.n guzar jaa.uu.ngaa
hausla haar ke baiThuu.ngaa to mar jaa.uu.ngaa
Saqi Amrohvi
Ghazal
rasta bhii kaThin dhuup me.n shiddat bhii bahut thii
saa.e se magar us ko mohabbat bhii bahut thii
Parveen Shakir
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
kaThin tanhaa.iyo.n se kaun khelaa mai.n akelaa
bharaa ab bhii mire gaa.nv kaa mela mai.n akelaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
mafar nahii.n Gam-e-duniyaa se 'aaftaab-husain'
bahut kaThin hai ye manzil magar zaruurii hai
Aftab Hussain
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
go kaThin hai tai karnaa umr kaa safar tanhaa
lauT kar na dekhuu.ngaa chal pa.Daa agar tanhaa
Anwar Shuoor
Ghazal
a.ndhere chiir ke jugnuu nikaalne kaa hunar
bahut kaThin hai magar tuu nikaal letaa hai
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
Aqsa Faiz
Ghazal
Hasan Abbasi
Ghazal
agar chalo to mire saath hii chalo lekin
kaThin safar se ziyaada hai ham-safar honaa
Pirzada Qasim
Ghazal
kaThin hai kaam to himmat se kaam le ai dil
bigaa.D kaam na mushkil samajh ke mushkil ko