SEARCH RESULTS
Showing search results for "कश्मीर"
Ghazal MATCHES FOR "कश्मीर"
Ghazal
kashmiir kii vaadii me.n be-parda jo nikle ho
kyaa aag lagaa.oge barfiilii chaTaano.n me.n
Saghar Azmi
Ghazal
'miir' ke sher kaa ahvaal kahuu.n kyaa 'Gaalib'
jis kaa diivaan kam-az-gulshan-e-kashmiir nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Varun Anand
Ghazal
panjaab ko dekho to ik aag kaa dariyaa hai
kashmiir me.n jannat kii tasviir nahii.n miltii
Anjana Sandhir
Ghazal
kargil aur kashmiir hii tere naam ho.n kyuu.n
bhaa.ii bahan mahbuuba beTii yaa allaah
Nida Fazli
Ghazal
zarra zarra hai mire kashmiir kaa mehmaa.n-navaaz
raah me.n patthar ke Tuk.Do.n ne diyaa paanii mujhe
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
Zafar Kamali
Ghazal
hai asar is tarah dil par ishq kii taasiir kaa
aaj-kal hai haal jaisaa vaadii-e-kashmiir kaa
Aadil Rahi
Ghazal
naqsh hai har zulm jis kaa vaadii-e-kashmiir par
us ne dahshat-gard likkhaa amn kii tasviir par
Abdus Sattar Danish
Ghazal
Faisal Nadeem Faisal
Ghazal
Arzoo Ashraf Sultanpuri
Ghazal
Saeed Nazar
Ghazal
Kavish Badri
Ghazal
KHuub-suurat thii ye kashmiir kii vaadii jaisii
zindagii tere binaa lagtii hai cha.nmbal kii tarah
Aghaz Buldanvi
Ghazal
dil ke gul-marg me.n girtii hai tirii yaad kii barf
ham tire hijr me.n kashmiir bane baiThe hai.n