SEARCH RESULTS
Showing search results for "कोट"
Ghazal MATCHES FOR "कोट"
Ghazal
ye phuul mujhe ko.ii viraasat me.n mile hai.n
tum ne miraa kaa.nTo.n bharaa bistar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
daa.ere a.ndhero.n ke raushnii ke poro.n ne
coat ke button khole tie kii girah kholii
Bashir Badr
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
KHuubii bharii hai jis me.n do-aalam kii koT koT
allaah ne kiyaa hai vo aalam faqiir kaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Ahmad Zafar
Ghazal
coat patluun pahan kar bhii na chho.Dii ham ne
ham ne khaddar kii banaa Daalii hai saarii urdu
Navak Lakhnavi
Ghazal
sajaa.e phirtaa hai vo jis ko coat par 'shaahii.n'
mire hii KHuu.n kaa mahaktaa gulaab ho na kahii.n
Javed Shaheen
Ghazal
ajiib tesha hai mazduur kaa pasiina bhii
pahaa.D kaaT ke raasta kaThin nikaaltaa hai
Anjum Barabankvi
Ghazal
ik lamhe me.n mai.n bhii tuu bhii dukh bhii
zaalim ko.ii vaqt saa nahii.n hai
Bimal Krishn Ashk
Ghazal
KHaak par phe.nkaa havaa.o.n ne uThaa le mujh ko
phuul huu.n coat ke collar pe sajaa le mujh ko