SEARCH RESULTS
Showing search results for "तक़रीर"
Ghazal MATCHES FOR "तक़रीर"
Ghazal
naqsh fariyaadii hai kis kii shoKHi-e-tahriir kaa
kaaGzii hai pairahan har paikar-e-tasviir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
muntazir kab se tahayyur hai tirii taqriir kaa
baat kar tujh par gumaa.n hone lagaa tasviir kaa
Ahmad Faraz
Ghazal
tum se bejaa hai mujhe apnii tabaahii kaa gila
us me.n kuchh shaa.iba-e-KHuubi-e-taqdiir bhii thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
dekhnaa taqriir kii lazzat ki jo us ne kahaa
mai.n ne ye jaanaa ki goyaa ye bhii mere dil me.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
mu.nh me.n jab baat rukii chuum liyaa pyaar se mu.nh
dam-e-taqriir kisii shoKH kii luknat achchhii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
samajhne vaale samajhte hai.n pech kii taqriir
ki kuchh na kuchh tirii baato.n me.n fii nikaltii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
mimbar-e-ishq se taqriir kii KHvaahish hai hame.n
dil ko is vaaste maulaanaa banaa rakkhaa hai
Abbas Qamar
Ghazal
mohtasib ne hii pa.Dhaa hogaa maqaala pahle
mirii taqriir ba-har-haal javaabii hogii
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
kii ham-nafaso.n ne asar-e-giryaa me.n taqriir
achchhe rahe aap is se magar mujh ko Dubo aa.e
Mirza Ghalib
Ghazal
sar khujaataa hai jahaa.n zaKHm-e-sar achchhaa ho jaa.e
lazzat-e-sa.ng ba-andaaza-e-taqriir nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
kuchh aur bhii ho saktaa hai taqriir kaa matlab
jo aap ne samjhaa hai vahii to nahii.n hogaa
Aalok Shrivastav
Ghazal
dam-e-taqriir khil uThte hai.n gulistaa.n kyaa kyaa
yuu.n to ik Guncha-e-nauras hai dahan kyaa kahnaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
vasl us but-e-bad-KHuu kaa mayassar nahii.n hotaa
vaabasta-e-taqdiir hai tadbiir abhii tak
Hasrat Mohani
Ghazal
taqdiir bhii burii mirii taqriir bhii burii
big.De vo pursish-e-sabab-e-ijtinaab me.n
Momin Khan Momin
Ghazal
yaaro vo hai big.Daa hu.aa baate.n na banaa.o
kuchh pesh nahii.n jaane kii taqriir kisii kii