SEARCH RESULTS
Showing search results for "तख़्लीक़"
Ghazal MATCHES FOR "तख़्लीक़"
Ghazal
ko.ii pukaartaa hai har ik haadse ke saath
taKHliiq-e-kaa.enaat-e-digar kar rahe hai.n ham
Rais Amrohvi
Ghazal
fikr-e-taKHliiq-e-suKHan masnad-e-raahat pe hafiiz
baa.is-e-kashf-o-karaamaat nahii.n hotii hai
Hafeez Jalandhari
Ghazal
lafz kis shaan se taKHliiq hu.aa thaa lekin
us kaa mafhuum badalte rahe nuqte kyaa kyaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
khulii vo zulf to pahlii hasiin raat hu.ii
uThii vo aa.nkh to taKHliiq-e-kaa.enaat hu.ii
Abdul Hamid Adam
Ghazal
sab jahaano.n se judaa apnaa jahaa.n taKHliiq kar
sab makaano.n se judaa apnaa makaan-e-dil banaa
Azad Ansari
Ghazal
kar lete hai.n taKHliiq ko.ii vaj.h-e-aziyyat
bhaataa nahii.n KHud ham ko bhii aaraam hamaaraa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
ye jii me.n aatii hai taKHliiq-e-fan ke lamho.n me.n
ki KHuun ban ke rag-e-sa.ng me.n utar jaa.uu.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
bhuuk taKHliiq kaa talent ba.Dhaa detii hai
peT KHaalii ho to ham sher nayaa kahte hai.n
Khalid Irfan
Ghazal
is daur kii taKHliiq bhii kyaa shiishagarii hai
har aa.ine me.n aadmii ulTaa nazar aa.e
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
muntazir hai.n ki ko.ii tesha-e-taKHliiq uThaa.e
kitne asnaam abhii dafn hai.n kohsaaro.n me.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
taKHliiq na sambhalii to bane log muhaqqiq
Gaalib kaa hu.aa haal ye kyaa dekh rahaa huu.n
Sabir Dutt
Ghazal
aag taKHliiq kii jab ruuh ko laavaa kar de
tab kahii.n jaa ke mirii jaan hunar khulte hai.n
Aziz Nabeel
Ghazal
ba.Dhne lagaa thaa nashsha-e-taKHliiq-e-aab o KHaak
vo chaak uThaa ke chal diyaa kuuza uThaa ke mai.n
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
taKHliiq aur shikast kaa dekhe.nge log fan
dariyaa habaab sat.h pe jab tak baanegaa