SEARCH RESULTS
Showing search results for "बोटी"
Ghazal MATCHES FOR "बोटी"
Ghazal
Saleem Ahmed
Ghazal
mohabbat kii boTii yuu.n aTkii gale me.n
rahaa jaa.e chup hii na aavaaz nikle
Prabudha Saurabh
Ghazal
saath tasbiih ke daano.n ke sunaa hai ham ne
shaiKH biryaanii kii boTii bhii ginaa kartaa hai
Shauq Bahraichi
Ghazal
apne paajaama-e-kam-KHvaab kii har boTii ko
sham.a-ruu shab ko charaaG-e-tah-e-daaman samjhaa
Shah Naseer
Ghazal
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
jaan kar sotaa tujhe vo qasd-e-paa-bosii miraa
aur tiraa Thukraa ke sar vo muskuraanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
phir kuu.nje.n bolii.n ghaas ke hare samundar me.n
rut aa.ii piile phuulo.n kii tum yaad aa.e
Nasir Kazmi
Ghazal
sunaa hai aage kahii.n samte.n baa.nTii jaatii hai.n
tum apnii raah chuno saath chal na paa.e.nge
Aashufta Changezi
Ghazal
KHvaab dekhne kii hasrat me.n tanhaa.ii merii
aa.nkho.n kii banjar dhartii me.n niinde.n botii hai
Shahryar
Ghazal
gul tabassum kah rahaa thaa zindagaanii ko magar
sham' bolii girya-e-Gam ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
teG-e-qaatil ko gale se jo lagaayaa 'muztar'
khi.nch ke bolii ki ba.De aa.e tum armaan bhare