SEARCH RESULTS
Showing search results for "शिकवे"
Ghazal MATCHES FOR "शिकवे"
Ghazal
Saba Akbarabadi
Ghazal
ab nahii.n taab-e-sipaas-e-husn is dil ko jise
be-qraar-e-shikva-e-bejaa samajh baiThe the ham
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Mohsin Asrar
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
bik ga.e jab tere lab phir tujh ko kyaa shikva agar
zindagaanii baada o saaGar se bahlaa.ii ga.ii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
tum apne shikve kii baate.n na khod khod ke puuchho
hazar karo mire dil se ki is me.n aag dabii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n tere paas chalaa aayaa le ke shikve-gile
kahaa.n KHabar thii ko.ii faisla bhii honaa thaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
kab tak sunegii raat kahaa.n tak sunaa.e.n ham
shikve-gile sab aaj tire ruu-ba-ruu kare.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
shikva kiyaa jo ham ne gaalii kaa aaj us se
shikve ke saath us ne ik aur bhii sunaa.ii
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
shikve ke naam se be-mehr KHafaa hotaa hai
ye bhii mat kah ki jo kahiye to gila hotaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Akhtar Shirani
Ghazal
is mohabbat se milaa hai vo sitamgar ham se
jitne shikve na hu.e utnii mudaaraat hu.ii
Qaisarul Jafri
Ghazal
Nawaz Deobandi
Ghazal
sune jaate na the tum se mire din-raat ke shikve
kafan sarkaa.o merii be-zabaanii dekhte jaa.o
Fani Badayuni
Ghazal
jaate rahe dam-bhar me.n saare hii gile shikve
us jaan-e-taGaaful ne jab ek nazar dekhaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
jitne shikve hai.n tujhii se hai.n ki is aalam me.n
mujh ko bulbul kiyaa sayyaad ko sayyaad kiyaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
jo bichha.Dte lamho.n 'shumaar' tuu ne kiye bahut
vo tamaam shikve-shikaayate.n mire saath hai.n
Akhtar Shumar
Ghazal
ulTe vo shikve karte hai.n aur kis adaa ke saath
be-taaqatii ke ta.ane hai.n uzr-e-jafaa ke saath
Momin Khan Momin
Ghazal
ishq se tauba bhii hai husn se shikve bhii hazaar
kahiye to hazrat-e-dil aap kaa manshaa kyaa hai