SEARCH RESULTS
Showing search results for ".nif"
Ghazal MATCHES FOR ".nif"
Ghazal
miinaa-ba-miinaa mai-ba-mai jaam-ba-jaam jam-ba-jam
naaf-piyaale kii tire yaad ajab sahii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ham se chhinaa hai naaf-piyaala tiraa miyaa.n
goyaa azal se ham saf-e-lab-tishnagaa.n ke the
Jaun Eliya
Ghazal
ik umr chaahiye ki gavaaraa ho niish-e-ishq
rakkhii hai aaj lazzat-e-zaKHm-e-jigar kahaa.n
Altaf Hussain Hali
Ghazal
duniyaa ko bevafaa.ii kaa ilzaam kaun de
apnii hii nibh sakii na bahut din kisii ke saath
Waseem Barelvi
Ghazal
us kii zabaa.n me.n itnaa asar hai ki nisf shab
vo raushnii kii baat kare aur diyaa jale
Tahzeeb Hafi
Ghazal
bataa.o us mizha ko dekh kar ki mujh ko qaraar
vo niish ho rag-e-jaa.n me.n faro to kyuu.nkar ho
Mirza Ghalib
Ghazal
pa.Dhtaa namaaz mai.n bhii huu.n par ittifaaq se
uThtaa huu.n nisf raat ko dil kii sadaa ke saath
Abdul Hamid Adam
Ghazal
naaf-piyaale ko tire dekh liyaa muGaa.n ne jaan
saare hii mai-kade kaa aaj kaam tamaam ho gayaa
Jaun Eliya
Ghazal
taarii ho mujh pe kaun sii haalat mujhe bataa.o
meraa hisaab-e-naf-o-zarar kis ke paas hai