SEARCH RESULTS
Showing search results for "ALFAAZ"
Ghazal MATCHES FOR "alfaaz"
Ghazal
vo kare.n bhii to kin alfaaz me.n teraa shikva
jin ko terii nigah-e-lutf ne barbaad kiyaa
Josh Malihabadi
Ghazal
agar palak pe hai motii to ye nahii.n kaafii
hunar bhii chaahiye alfaaz me.n pirone kaa
Javed Akhtar
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
raasta roke kha.Dii hai yahii uljhan kab se
ko.ii puuchhe to kahe.n kyaa ki kidhar jaate hai.n
Javed Akhtar
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
vo jo shero.n me.n hai ik shai pas-e-alfaaz 'nadiim'
us kaa alfaaz me.n iz.haar nahii.n ho saktaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
mai.n ne alfaaz to biijo.n kii tarah chhaa.nT diye
aisaa miiThaa tiraa andaaz thaa farmaane kaa
Gulzar
Ghazal
kalaam aruuz taGazzul KHayaal zauq-e-jamaal
badan ke jaam ne alfaaz kii suraahii bharii
Shahzad Qais
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
mere alfaaz me.n jo rang hai vo us kaa hai
mere ehsaas me.n jo hai vo fazaa us kii hai
Javed Akhtar
Ghazal
vahii likho jo lahuu kii zabaa.n se miltaa hai
suKHan ko parda-e-alfaaz me.n chhupaa.o mat
Obaidullah Aleem
Ghazal
KHaamushii ke sab kinaa.e zuud go.ii le u.Dii
rah ga.e alfaaz baaqii aur ishaare mar ga.e
Syed John Abbas Kazmi
Ghazal
us ke savaal par sabhii alfaaz mar ga.e
ashko.n me.n phir javaab ba.Dii der tak rahaa
Ashfaq Ahmad Saim
Ghazal
ab kyaa khulegii munjamid alfaaz kii girah
vo himmat-e-kashuud-e-ma.aanii bhii le gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
alfaaz na aavaaz na hamraaz na dam-saaz
ye kaise doraahe pe mai.n KHaamosh kha.Dii huu.n
Farhat Zahid
Ghazal
alfaaz-e-KHalq ham bin sab mohmalaat se the
ma.anii kii tarah rabt-e-guftaar hai.n to ham hai.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
alfaaz me.n iz.haar-e-mohabbat ke tariiqe
KHud ishq kii nazro.n me.n bhii maayuub rahe hai.n