SEARCH RESULTS
Showing search results for "aik tha shayer ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "aik tha shayer ebooks"
Ghazal
dekhaa hai jise mai.n ne ko.ii aur thaa shaayad
vo kaun thaa jis se tirii suurat nahii.n miltii
Nida Fazli
Ghazal
suufii kaa KHudaa aur thaa shaa.er kaa KHudaa aur
tum saath rahe ho to karaamaat rahii hai
Mustafa Zaidi
Ghazal
Shanawar Ishaq
Ghazal
us ne to dekhe an-dekhe KHvaab sabhii lauTaa.e
aur the shaayad TuuTii hu.ii taabiir banaane vaale
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
un ke shub.haat me.n kuchh aur izaafa thaa 'shakeb'
ashk-e-saada ke is in.aam pe ronaa aayaa
Shakeb Jalali
Ghazal
ye soch ke is shahr me.n ham aa.e the shaayad
ai jaan-e-talab ko.ii hamaaraa bhii to hogaa
Athar Raz
Ghazal
Qaisarul Jafri
Ghazal
aa.e the tere shahr me.n kitnii lagan se ham
mansuub ho sake na tirii anjuman se ham
Himayat Ali Shayar
Ghazal
phir be-numuu zamiin thii aur KHushk the shajar
be-abr aasmaa.n kaa chalan kaamyaab thaa
Yasmeen Hameed
Ghazal
ko.ii kamii na us me.n thii shaayad isii liye
vo shaKHs mere vaaste KHvaahish na ban sakaa
Prem Bhandari
Ghazal
the nigaaho.n me.n jin raasto.n ke shajar aur the
dil-musaafir ko dar-pesh the jo safar aur the
Jaleel 'Aali'
Ghazal
dil me.n rakkhaa thaa sharaar-e-Gam ko aa.nsuu jaan ke
haa.n magar dekhe ajab andaaz is tuufaan ke
Zuhair Kanjahi
Ghazal
Gam ke sahraa se nikal aa.e the shaayad kuchh log
kitne chehro.n pe nazar aa.e havaa ke dhabbe
Moin Afroz
Ghazal
us kaa andaaz-e-suKHan sab se judaa thaa shaayad
baat lagtii hu.ii lahja vo mukarne vaalaa
Parveen Shakir
Ghazal
us kaa andaaz-e-suKHan sab se judaa thaa shaayad
baat lagtii hu.ii lahja vo mukarne vaalaa
Parveen Shakir
Ghazal
ba.ndhaane aa.ii thii shaayad hazaar ummiide.n
tumhaarii yaad jo aa.ii thii mere paas abhii
Manzil Loha Theri
Ghazal
'shakeb' kaisii u.Daan ab vo par hii TuuT ga.e
ki zer-e-daam jab aa.e the pha.Dpha.Daa.e bahut
Shakeb Jalali
Ghazal
mai.n so rahaa thaa aur ko.ii bedaar mujh me.n thaa
shaayad abhii talak miraa pindaar mujh me.n thaa
Himayat Ali Shayar
Ghazal
un kii aa.nkho.n me.n ko.ii aur basaa thaa shaayad
ham se vo nazre.n milaate to milaate kaise