SEARCH RESULTS
Showing search results for "aje"
Ghazal MATCHES FOR "aje"
Ghazal
tire javaahir-e-turf-e-kulah ko kyaa dekhe.n
ham auj-e-taala-e-laal-o-gohar ko dekhte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
samjhaa ke pastiyaa.n mire auj-e-kamaal kii
apnii bulandiyaa.n vo dikhaa kar chale ga.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
ham se khul jaa.o ba-vaqt-e-mai-parastii ek din
varna ham chhe.De.nge rakh kar uzr-e-mastii ek din
Mirza Ghalib
Ghazal
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
be-mai kise hai taaqat-e-aashob-e-aagahii
khii.nchaa hai ijz-e-hausla ne KHat ayaaG kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
'ohde se mad.h-e-naaz ke baahar na aa sakaa
gar ik adaa ho to use apnii qazaa kahuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
apne hisse me.n hii aane the KHasaare saare
dost hii dost the bastii me.n hamaare saare
Imran-ul-haq Chauhan
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
Hari Chand Akhtar
Ghazal
himmat humaa-e-auj-e-sa.aadat hai mard ko
ulluu hai.n vo jo shefta zill-e-humaa ke hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
yaas o ummiid ne yak-arbada maidaa.n maa.ngaa
ijz-e-himmat ne tilism-e-dil-e-saa.il baa.ndhaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ba-araaz-gaah-e-'ibrat che bahaar-o-kuu tamaashaa
ki nigaah hai siyah-posh ba-'azaa-e-zindagaanii
Mirza Ghalib
Ghazal
auj-e-ausaan pe cha.Dh cha.Dh ke mohabbat kii sharaab
jab utartii hai to kuchh aur nasha kartii hai