SEARCH RESULTS
Showing search results for "asbaab"
Ghazal MATCHES FOR "asbaab"
Ghazal
aafaaq kii manzil se gayaa kaun salaamat
asbaab luTaa raah me.n yaa.n har safarii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
aalam me.n aab-o-gil ke kyuu.nkar nibaah hogaa
asbaab gir pa.Daa hai saaraa miraa safar me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Sarshar Sailani
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
meraa rahzan hu.aa kyaa kyaa na pashemaan ki jab
is ke naame mere asbaab-e-safar se nikle
Ummeed Fazli
Ghazal
ye mirii maut ke asbaab me.n likkhaa hu.aa hai
KHuun me.n ishq kii miqdaar ziyaada niklii
Umair Najmi
Ghazal
ne dil rahaa bajaa hai na sabr o havaas o hosh
aayaa jo sail-e-ishq sab asbaab le gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Hasan Naim
Ghazal
haTtaa nahii.n tasavvur-e-asbaab-o-mulk-o-maal
kaano.n me.n baj rahii hai vo shahnaa-e-lucknow
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
abhii ma.aluum nahii.n kitne hai.n zaatii asbaab
kitnii vaj.he.n hai.n samaajii mirii tanhaa.ii kii
Farhat Ehsas
Ghazal
gul-baar kare haigaa asbaab-e-safar shaayad
Gunche kii tarah bulbul dil-giir nazar aa.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
KHush-baashii-o-tanziiya-o-taqaddus the mujhe 'miir'
asbaab pa.De yuu.n ki ka.ii roz se yaa.n huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
sirf yaad-e-yaar baaqii rah ga.ii dil me.n 'saliim'
ek ik kar ke sabhii asbaab-e-duniyaa jal gayaa