SEARCH RESULTS
Showing search results for "asbaab"
Nazm MATCHES FOR "asbaab"
Nazm
lauh-o-qalam
asbaab-e-Gam-e-ishq baham karte rahe.nge
viiraani-e-dauraa.n pe karam karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
26 january
daulat ba.Dhii to mulk me.n iflaas kyuu.n ba.Dhaa
KHush-haalii-e-avaam ke asbaab kyaa hu.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
ramaen ka ek sin
asbaab-e-zaahirii me.n na in par karo nazar
kyaa jaane kyaa hai parda-e-qudrat me.n jalva-gar
Chakbast Brij Narayan
Nazm
ban-bas
ghar se laayaa thaa jo kuchh tab-e-ravaa.n zehn-e-rasaa
saath us ke rahe asbaab-e-tabaahii ban kar
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
ai dil-e-betab Thahar
mutlaq-ul-hukm hai shiiraaza-e-asbaab abhii
saaGar-e-naab me.n aa.nsuu bhii Dhalak jaate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sayyad ki lauh-e-turbat
vasl ke asbaab paidaa ho.n tirii tahriir se
dekh ko.ii dil na dukh jaa.e tirii taqriir se
Allama Iqbal
Nazm
imtihan
ho gayaa huu.n is liye bad-naam mai.n as.haab me.n
out kar Daalaa hai paper aalam-e-asbaab me.n
Syed Mohammad Jafri
Nazm
shikwa
ai KHudaa shikva-e-arbaab-e-vafaa bhii sun le
KHuugar-e-hamd se tho.Daa saa gila bhii sun le
Allama Iqbal
Nazm
zaifa
aa rahii hai.n aasmaa.n se ye sadaa.e.n dam-ba-dam
dekh asbaab-e-halaakat par na pa.D jaa.e qadam
Josh Malihabadi
Nazm
musafir
har ek aa.nkh me.n asbaab kii parastish thii
ye inhimaak qayaadat me.n bhii nahii.n miltaa
Mustafa Zaidi
Nazm
nur-jahan ka mazar
baaqii hai.n na vo baaG na vo qasr na aivaa.n
aaraam ke asbaab na vo aish ke saamaa.n
Tilok Chand Mahroom
Nazm
holi
ik din sanam pe jaa kar mai.n rang Daal aayaa
arbaab-e-bazm bhar to vo shaah apne le kar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
haar jit
shaa.erii hii nahii.n kuchh baa.is-e-izzat mujh ko
aur bahut kuchh hasad o rashk ke asbaab me.n hai
Mustafa Zaidi
Nazm
masjid-e-qurtuba
kaaba-e-arbaab-e-fan satvat-e-diin-e-mubii.n
tujh se haram martabat undulusiyo.n kii zamii.n