SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahaaro.n"
Ghazal MATCHES FOR "bahaaro.n"
Ghazal
mai.n ne dekhaa hai bahaaro.n me.n chaman ko jalte
hai ko.ii KHvaab kii taabiir bataane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
pe.D ko du.aa de kar kaT ga.ii bahaaro.n se
phuul itne ba.Dh aa.e khi.Dkiyaa.n nahii.n khultii.n
Parveen Shakir
Ghazal
bahaaro.n me.n bhii mai se parhez tauba
'KHumaar' aap kaafir hu.e jaa rahe hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
kitnii shiddat se bahaaro.n ko thaa ehsaas-e-ma.aal
phuul khil kar bhii rahaa zard KHizaa.o.n jaisaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
viiraa.n hai.n sahn o baaG bahaaro.n ko kyaa hu.aa
vo bulbule.n kahaa.n vo taraane kidhar ga.e
Akhtar Shirani
Ghazal
sahraa se bahaaro.n ko le aa.e chaman vaale
aur apne gulistaa.n ko aabaad nahii.n karte
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
udhar bhii KHaak u.Dii hai idhar bhii KHaak u.Dii
jahaa.n jahaa.n se bahaaro.n ke kaarvaa.n nikle
Sahir Ludhianvi
Ghazal
pur-kaif bahaaro.n ne bhii dil to.D diyaa hai
haa.n un ke nazaaro.n ne bhii dil to.D diyaa hai
Mahesh Chandra Naqsh
Ghazal
is taraf se guzre the qaafile bahaaro.n ke
aaj tak sulagte hai.n zaKHm rahguzaaro.n ke
Sahir Ludhianvi
Ghazal
sehn-e-chaman ko apnii bahaaro.n pe naaz thaa
vo aa ga.e to saarii bahaaro.n pe chhaa ga.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
kaho bahaaro.n se ab shaaKH-e-dil na hogii harii
KHizaa.n ke giit sunaa.o ki Gam kii raat kaTe
Rajendera Krishan
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
nazar-navaaz nazaaro.n me.n jii nahii.n lagtaa
vo kyaa ga.e ki bahaaro.n me.n jii nahii.n lagtaa