SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahaaro.n"
Nazm MATCHES FOR "bahaaro.n"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
teraa Gam hai to Gam-e-dahr kaa jhag.Daa kyaa hai
terii suurat se hai aalam me.n bahaaro.n ko sabaat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mere hamdam mere dost!
mai.n tujhe giit sunaataa rahuu.n halke shiirii.n
aabshaaro.n ke bahaaro.n ke chaman-zaaro.n ke giit
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaKHiri KHat
aa.ogii mirii gor pe tum ashk bahaane
nau-KHez bahaaro.n ke hasii.n phuul cha.Dhaane
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaKHiri mulaqat
maazii pe apne haal ko tarjiih kyuu.n na duu.n
maatam KHizaa.n kaa ho ki bahaaro.n kaa, ek hai
Akhtarul Iman
Nazm
eid ka din
pahaa.Do.n se vo utre qaafile roza-guzaaruu.n ke
gayaa garmii kaa 'mausam aur aa.e din bahaaro.n ke
Majeed Lahori
Nazm
akele kamre mein
kashish nahii.n hai tumhaare binaa bahaaro.n me.n
ye chhat ye chaa.nd sitaare udaas lagte hai.n
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
ai ishq kahin le chal
jis me.n kabhii duniyaa ke Gam dil ko na ta.Dpaa.e.n
aur jis kii bahaaro.n me.n jiine ke maze aa.e.n
Akhtar Shirani
Nazm
bahut ghuTan hai
idhar bhii KHaak u.Dii hai udhar bhii zaKHm pa.De
jidhar se ho ke bahaaro.n ke kaarvaa.n nikle
Sahir Ludhianvi
Nazm
tumhaari yaad
raqs kartii hu.ii bahaaro.n me.n
KHuun-aashaam KHaar-zaaro.n me.n
Rajendra Nath Rahbar
Nazm
aaj
saathiyo! mai.n ne barso.n tumhaare liye
chaa.nd taaro.n bahaaro.n ke sapne bune