SEARCH RESULTS
Showing search results for "bharosa"
Ghazal MATCHES FOR "bharosa"
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
dil ko tirii chaahat pe bharosa bhii bahut hai
aur tujh se bichha.D jaane kaa Dar bhii nahii.n jaataa
Ahmad Faraz
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
jiinaa vo kyaa jo ho nafas-e-Gair par madaar
shohrat kii zindagii kaa bharosaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
agar vafaa pe bharosa rahe na duniyaa ko
to ko.ii shaKHs mohabbat kaa hausla na kare
Qateel Shifai
Ghazal
bhale dino.n kaa bharosaa hii kyaa rahe.n na rahe.n
so mai.n ne rishta-e-Gam ko bahaal rakkhaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
ye phuul mujhe ko.ii viraasat me.n mile hai.n
tum ne miraa kaa.nTo.n bharaa bistar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
ik dhuup se uljhaa hu.aa saaya hai ki mai.n huu.n
ik shaam ke hone kaa bharosa hai ki tum ho
Ahmad Salman
Ghazal
haa.e kyaa dil hai ki lene ke liye jaataa hai
us se paimaan-e-vafaa jis pe bharosaa bhii nahii.n
Kaleem Aajiz
Ghazal
Tuk 'miir'-e-jigar-soKHta kii jald KHabar le
kyaa yaar bharosaa hai charaaG-e-saharii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
vo aur mohabbat se mujhe dekh rahaa ho
kyaa dil kaa bharosaa mujhe dhokaa hii hu.aa ho
Zeb Ghauri
Ghazal
mujhe bharosa hai apne lahuu ke qatro.n par
mai.n neze neze ko shaaKH-e-gulaab kar duu.ngaa
Rahat Indori
Ghazal
na kar kisii pe bharosa ki kashtiyaa.n Duube.n
KHudaa ke hote hu.e naaKHudaa ke hote hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
un ko yaa.n vaade pe aa lene de ai abr-e-bahaar
jis qadar chaahnaa phir baad me.n barsaa karnaa
Hasrat Mohani
Ghazal
itnaa aasaa.n nahii.n lafzo.n pe bharosaa karnaa
ghar kii dahliiz pukaaregii jidhar jaa.oge
Nida Fazli
Ghazal
Hari Chand Akhtar
Ghazal
ho ke maayuus-e-vafaa tark-e-vafaa to kar luu.n
lekin is tark-e-vafaa kaa bhii bharosaa kyaa hai