SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaarasaaz"
Ghazal MATCHES FOR "chaarasaaz"
Ghazal
ye kahaa.n kii dostii hai ki bane hai.n dost naaseh
ko.ii chaarasaaz hotaa ko.ii Gam-gusaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ye vo dard-e-dil nahii.n hai ki ho chaarasaaz ko.ii
agar ek baar miTtaa to hazaar baar hotaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
bharte rahte hai.n jahannam zindagii ke chaarasaaz
dushman-e-jaa.n hai.n agar gahrii nazar se dekhiye
Shakeel Badayuni
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ilaahii kyaa mirii ruKHsat kaa vaqt aa pahu.nchaa
ye chaarasaaz mire kyuu.n udaas baiThe hai.n
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
ko.ii dam kaa mehmaa.n huu.n ai ahl-e-mahfil
charaaG-e-sahar huu.n bujhaa chaahtaa huu.n
Allama Iqbal
Ghazal
dabii zabaa.n se miraa haal chaarasaaz na kah
bas ab tuu zahr hii de zahr me.n davaa na milaa
Fani Badayuni
Ghazal
maqsad ye hai sukuu.n kisii suurat na ho nasiib
ai chaarasaaz baat bhii karne na de mujhe
Hafeez Merathi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
tumhaare hijr kii shab-haa-e-kaar me.n jaanaa.n
ko.ii charaaG jalaa luu.n agar ijaazat ho
Jaun Eliya
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ajab charaaG huu.n din raat jaltaa rahtaa huu.n
mai.n thak gayaa huu.n havaa se kaho bujhaa.e mujhe
Bashir Badr
Ghazal
mai.n bujh gayaa to hamesha ko bujh hii jaa.uu.ngaa
ko.ii charaaG nahii.n huu.n ki phir jalaa legaa
Waseem Barelvi
Ghazal
mai.n vo charaaG sar-e-rahguzaar-e-duniyaa huu.n
jo apnii zaat kii tanhaa.iyo.n me.n jal jaa.e