SEARCH RESULTS
Showing search results for "dard e ashoob ahmad faraz uncategorized"
Ghazal MATCHES FOR "dard e ashoob ahmad faraz uncategorized"
Ghazal
KHaamosh ho kyuu.n daad-e-jafaa kyuu.n nahii.n dete
bismil ho to qaatil ko du.aa kyuu.n nahii.n dete
Ahmad Faraz
Ghazal
ik buu.nd thii lahuu kii sar-e-daar to girii
ye bhii bahut hai KHauf kii diivaar to girii
Ahmad Faraz
Ghazal
havaa ke zor se pindaar-e-baam-o-dar bhii gayaa
charaaG ko jo bachaate the un kaa ghar bhii gayaa
Ahmad Faraz
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
jis samt bhii dekhuu.n nazar aataa hai ki tum ho
ai jaan-e-jahaa.n ye ko.ii tum saa hai ki tum ho
Ahmad Faraz
Ghazal
har ek baat na kyuu.n zahr sii hamaarii lage
ki ham ko dast-e-zamaana se zaKHm kaarii lage
Ahmad Faraz
Ghazal
gumaa.n yahii hai ki dil KHud udhar ko jaataa hai
so shak kaa faa.eda us kii nazar ko jaataa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
shaguft-e-gul kii sadaa me.n ra.ng-e-chaman me.n aa.o
ko.ii bhii rut ho bahaar ke pairahan me.n aa.o
Ahmad Faraz
Ghazal
mizaaj ham se ziyaada judaa na thaa us kaa
jab apne taur yahii the to kyaa gila us kaa
Ahmad Faraz
Ghazal
tujh se bichha.D ke ham bhii muqaddar ke ho ga.e
phir jo bhii dar milaa hai usii dar ke ho ga.e
Ahmad Faraz
Ghazal
muntazir kab se tahayyur hai tirii taqriir kaa
baat kar tujh par gumaa.n hone lagaa tasviir kaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Ganiim se bhii adaavat me.n had nahii.n maa.ngii
ki haar maan lii lekin madad nahii.n maa.ngii
Ahmad Faraz
Ghazal
jis se ye tabii.at ba.Dii mushkil se lagii thii
dekhaa to vo tasviir har ik dil se lagii thii
Ahmad Faraz
Ghazal
kashiida sar se tavaqqo.a abas jhukaav kii thii
biga.D gayaa huu.n ki suurat yahii banaav kii thii