SEARCH RESULTS
Showing search results for "fariyaad"
Ghazal MATCHES FOR "fariyaad"
Ghazal
ko.ii fariyaad tire dil me.n dabii ho jaise
tuu ne aa.nkho.n se ko.ii baat kahii ho jaise
faiz anwar
Ghazal
is shahr-e-hiila-juu me.n jo mahram mile mujhe
fariyaad jaan-e-jaa.n vahii mahram mile tumhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
dil vo hai ki fariyaad se labrez hai har vaqt
ham vo hai.n ki kuchh mu.nh se nikalne nahii.n dete
Akbar Allahabadi
Ghazal
ham ko diivaangii shahro.n hii me.n KHush aatii hai
dasht me.n qais raho koh me.n farhaad raho
Meer Taqi Meer
Ghazal
Saba Afghani
Ghazal
jis taar ko chhe.De.n vahii fariyaad-ba-lab hai
ab ham se 'adam' saaz bajaayaa nahii.n jaataa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
talKHii-e-daur-e-guzishtaa kaa tasavvur kar ke
dil ko phir maa.il-e-fariyaad kiyaa hai mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
vo mere hukm ko fariyaad jaan letaa hai
agar ye sach hai to lahja badal ke dekhuu.ngaa
Rahat Indori
Ghazal
ek TuuTii hu.ii zanjiir kii fariyaad hai.n ham
aur duniyaa ye samajhtii hai ki aazaad hai.n ham
Meraj Faizabadi
Ghazal
kuchh dard kii shiddat hai kuchh paas-e-mohabbat hai
ham aah to karte hai.n fariyaad nahii.n karte