SEARCH RESULTS
Showing search results for "fariyaad"
Nazm MATCHES FOR "fariyaad"
Nazm
shikwa
saaz KHaamosh hai.n fariyaad se maamuur hai.n ham
naala aataa hai agar lab pe to ma.azuur hai.n ham
Allama Iqbal
Nazm
chand roz aur meri jaan
ik zaraa sabr ki fariyaad ke din tho.De hai.n
arsa-e-dahr kii jhulsii hu.ii viiraanii me.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
aur zabt kahe fariyaad na kar
ai ishq hame.n barbaad na kar
Akhtar Shirani
Nazm
etiraf
merii fariyaad-e-jigar-doz miraa naala-e-zaar
shiddat-e-karb me.n Duubii hu.ii merii guftaar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
parinde ki fariyaad
gaanaa ise samajh kar KHush ho.n na sun.ne vaale
dukhte hu.e dilo.n kii fariyaad ye sadaa hai
Allama Iqbal
Nazm
aaKHiri KHat
al-qissa ma.aal-e-Gam-e-ulfat pe ha.nso tum
yaa ashk bahaatii raho fariyaad karo tum
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHizr-e-rah
ai giraftaar-e-abuu-bakr-o-alii hushiyaar-baash
ishq ko fariyaad laazim thii so vo bhii ho chukii
Allama Iqbal
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
talqiin sar-e-qabr pa.Dhe.n momin-e-maGfuur
fariyaad dil-e-'Gaalib'-e-marhuum se nikle
Rais Amrohvi
Nazm
nur-jahan ke mazar par
sahmii sahmii sii fazaa.o.n me.n ye viiraa.n marqad
itnaa KHaamosh hai fariyaad-kunaa.n ho jaise
Sahir Ludhianvi
Nazm
ustad ka DanDa
sar pe DanDe pa.De.n hargiz na ye uftaad aa.e
taalib-e-ilm na kartaa hu.aa fariyaad aa.e
Syeda Farhat
Nazm
zindan ki ek subh
jin ke changul me.n shab o roz hai.n fariyaad-kunaa.n
mere bekaar shab o roz kii naazuk pariyaa.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
raat sunsan hai
tuu use kho ke machal saktaa hai ro saktaa hai
aur mai.n luT ke bhii fariyaad nahii.n kar saktaa