SEARCH RESULTS
Showing search results for "gulzar ke geet gulzar ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "gulzar ke geet gulzar ebooks"
Ghazal
Gulzar Dehlvi
Ghazal
pa.e gul-gasht vo gul-posh jo aa.e 'gulzaar'
zindagii sabze ke maanind bichhaa dete hai.n
Gulzar Dehlvi
Ghazal
chhaa.ii hai 'gulzaar' me.n fasl-e-KHizaa.n
phuul hai.n sab gul shamaa.il ke qariib
Gulzar Dehlvi
Ghazal
haif gulzaar-e-jahaa.n me.n gul yagaane ho ga.e
lahlahaa kar ab rahegaa sabza begaano.n ke saath
Gulzar Dehlvi
Ghazal
kitne haatim mile 'gulzaar' zamaane me.n hame.n
vo ki har chiiz ke vaasif the saKHaavat ke sivaa
Gulzar Dehlvi
Ghazal
hind me.n qaa.em rahe daa.im bahaar-e-be-KHizaa.n
ye du.aa lab par ho har 'gulzaar' ke dam-saaz ke
Gulzar Dehlvi
Ghazal
aadmii shauq se faariG nahii.n rahtaa 'gulzaar'
dhun ko.ii ziist ke dauraan lagii rahtii hai
Gulzar Bukhari
Ghazal
kabhii gul ke kabhii gulzaar ke bose
jabii.n ke chashm ke ruKHsaar ke bose
Sarshaar buland Shahri
Ghazal
so dekh kar tire ruKHsaar o lab yaqii.n aayaa
ki phuul khilte hai.n gulzaar ke alaava bhii
Ahmad Faraz
Ghazal
kaash is KHvaab kii ta.abiir kii mohlat na mile
sho.ale ugte nazar aa.e mujhe gulzaar ke biich
Mohsin Naqvi
Ghazal
baaGbaano.n ko ajab ranj se takte hai.n gulaab
gul-farosh aaj bahut jamaa hai.n gulzaar ke biich
Ahmad Faraz
Ghazal
KHud-Garaz chand nigahbaano.n ke haatho.n aksar
phuul to phuul hai.n gulzaar ke gulzaar bike
Wahid Premi
Ghazal
dil bahut bulbul-e-shaidaa kaa hai naazuk gulchii.n
phuul gulzaar ke yuu.n to.D ki aavaaz na ho