SEARCH RESULTS
Showing search results for "jhamaatii"
Ghazal MATCHES FOR "jhamaatii"
Ghazal
ab sub.h o shaam shaayad girye pe rang aave
rahtaa hai kuchh jhamaktaa KHuunaab chashm-e-tar me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
sub.h kii tarah jhamaktaa hai shab-e-Gam kaa ufuq
'faiz' taabindagii-e-diida-e-tar to dekho
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ham ne to raat ko daa.nto.n se paka.D kar rakkhaa
chhiinaa-jhapTii me.n ufuq khultaa gayaa jaate hu.e
Gulzar
Ghazal
Himanshi Babra
Ghazal
khaane ko to zahr bhii khaayaa jaa saktaa hai
lekin us ko phir samjhaayaa jaa saktaa hai
Shakeel Jamali
Ghazal
ashk piine ke liye KHaak u.Daane ke liye
ab mire paas KHazaana hai luTaane ke liye
Shakeel Jamali
Ghazal
aa.nkho.n me.n merii sub.h-e-qayaamat ga.ii jhamak
siine se us parii ke jo parda ulaT gayaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
'ajiib KHauf musallat thaa kal havelii par
lahu charaaG jalaatii rahii hathelii par
Mohsin Naqvi
Ghazal
jab tanii salaaKHo.n se jhaa.nktii hai tanhaa.ii
dil kii tarah pahluu se lag ke baiTh jaate ho
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
mire nasiib kaa likkhaa badal bhii saktaa thaa
vo chaahtaa to mire saath chal bhii saktaa thaa
Shayar Jamali
Ghazal
khul ga.ii.n zulfe.n magar us shoKH mast-e-naaz kii
jhuumtii baad-e-sabaa phirtii hai mastaanii hu.ii
Dagh Dehlvi
Ghazal
kar to liyaa hai qasd ibaadat kii raat kaa
raste me.n jhuumtii hu.ii ik shaam bhii to hai