SEARCH RESULTS
Showing search results for "jhukiye"
Ghazal MATCHES FOR "jhukiye"
Ghazal
jab vaqt pa.De diijiye dastak dar-e-dil par
jhukiye fuqaraa se na jhamkiye umraa se
Altaf Hussain Hali
Ghazal
barso.n se be-qaraar hai taskiin ke liye
jhukiye zaraa jigar se mire sar lagaa.iye
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
ye kaam bhii banegaa sabab KHud pe naaz kaa
jhukiye 'asiir' laasha-e-KHud-bii.n uThaa.iye
Ali Raza Aseer
Ghazal
jhukii jhukii sii nazar be-qaraar hai ki nahii.n
dabaa dabaa saa sahii dil me.n pyaar hai ki nahii.n
Kaifi Azmi
Ghazal
aa.nkhe.n na jhukii.n terii kisii Gair ke aage
duniyaa me.n ba.Dii chiiz mirii jaan! hai.n aa.nkhe.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Shabeena Adeeb
Ghazal
us dariiche me.n bhii ab ko.ii nahii.n aur ham bhii
sar jhukaa.e hu.e chup-chaap guzar jaate hai.n
Javed Akhtar
Ghazal
yuu.n pyaar nahii.n chhuptaa palko.n ke jhukaane se
aa.nkho.n ke lifaafo.n me.n tahriir chamaktii hai
Bashir Badr
Ghazal
bas apne saamne zaraa aa.nkhe.n jhukii rahii.n
varna mirii anaa me.n kahii.n KHam nahii.n milaa
Saqi Faruqi
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
mire ahd me.n nahii.n hai ye nishaan-e-sar-bulandii
ye ra.nge hu.e amaame ye jhukii jhukii kulaahe.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
isii nadaamat se us ke ka.ndhe jhuke hu.e hai.n
ki ham chha.Dii kaa sahaaraa le kar kha.De hu.e hai.n
Ziya Mazkoor
Ghazal
adab hai mai.n jo jhukaa.e hu.e huu.n aa.nkh apnii
Gazab hai tum jo na dekho nazar uThaa ke mujhe