SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaa.ii"
Ghazal MATCHES FOR "khaa.ii"
Ghazal
KHat aisaa likhaa hai ki nagiine se ja.De hai.n
vo haath ki jis ne ko.ii zevar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
ham se abas hai gumaan-e-ranjish-e-KHaatir
KHaak me.n ushshaaq kii Gubaar nahii.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
us ne khaa.ii hai qasam phir se mujhe bhuulne kii
mai.n ne is baar bhii aisaa nahii.n hone denaa
Amir Ameer
Ghazal
biich me.n ra.ng-mahal hai teraa khaa.ii chaaro.n or
ham se milne kii ab gorii tuu hii raah nikaal
Qateel Shifai
Ghazal
ko.ii hinduu ko.ii muslim ko.ii iisaa.ii hai
sab ne insaan na ban.ne kii qasam khaa.ii hai
Nida Fazli
Ghazal
dam na lene kii qasam khaa.ii hai mai.n ne 'razmii'
mujh ko manzil bhii pukaare to guzar jaa.uu.ngaa
Muzaffar Razmi
Ghazal
log jis haal me.n marne kii du.aa karte hai.n
mai.n ne us haal me.n jiine kii qasam khaa.ii hai
Ameer Qazalbash
Ghazal
aisii Thokar kabhii khaa.ii na thii is se pahle
mujh ko sadma saa lagaa hai tire jaane ke baad
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
qasam bhii khaa.ii thii qur.aan bhii uThaayaa thaa
phir aaj hai vahii inkaar dekhte jaa.o