SEARCH RESULTS
Showing search results for "khalvat"
Ghazal MATCHES FOR "khalvat"
Ghazal
itnaa maanuus na ho KHalvat-e-Gam se apnii
tuu kabhii KHud ko bhii dekhegaa to Dar jaa.egaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
tere karam se ai alam-e-husn-aafrii.n
dil ban gayaa hai dost kii KHalvat kabhii kabhii
Nasir Kazmi
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
KHalvat kii gha.Dii guzrii jalvat kii gha.Dii aa.ii
chhuTne ko hai bijlii se aaGosh-e-sahaab aaKHir
Allama Iqbal
Ghazal
jab hai ye KHaana-e-dil aap kii KHalvat ke liye
phir ko.ii aa.e yahaa.n kaise gavaaraa karte
Obaidullah Aleem
Ghazal
dekhaa 'asad' ko KHalvat-o-jalvat me.n baar-haa
diivaana gar nahii.n hai to hushyaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
KHalvat KHayaal-e-yaar se hai intizaar me.n
aa.e.n farishte le ke ijaazat mazaar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
KHalvat banegii tere Gam-e-jaa.n-navaaz kii
le.nge ye kaam apne dil-e-shaadmaa.n se ham