SEARCH RESULTS
Showing search results for "khalvat"
Nazm MATCHES FOR "khalvat"
Nazm
aurat
taa-ba-kai gird tire vahm o ta.ayyun kaa hisaar
kau.nd kar majlis-e-KHalvat se nikalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
ek aarzu
ho haath kaa sirhaanaa sabze kaa ho bichhaunaa
sharmaa.e jis se jalvat KHalvat me.n vo adaa ho
Allama Iqbal
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
KHalvat me.n bhii ho jalvat kaa samaa.n vahdat ko du.ii se shaad kare.n
ye aarzu.e.n iijaad na kar
Akhtar Shirani
Nazm
jibrail-o-iblis
gar kabhii KHalvat mayassar ho to puuchh allaah se
qissa-e-aadam ko ra.ngii.n kar gayaa kis kaa lahuu
Allama Iqbal
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
tum mast javaanii me.n jin se
KHalvat ko sajaayaa karte the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zara si baat
baat us gile kii hai
jo lahuu kii KHalvat me.n chor ban ke aataa hai
Amjad Islam Amjad
Nazm
an-kahi
jaise sho.ala saa nigaaho.n me.n lapak kar rah jaa.e
KHalvat-e-bazm ho yaa jalvat-e-tanhaa.ii ho