SEARCH RESULTS
Showing search results for "khayaalaat"
Ghazal MATCHES FOR "khayaalaat"
Ghazal
vo mire hai.n mujhe mil jaa.e.nge aa jaa.e.nge
aise bekaar KHayaalaat ne dil to.D diyaa
Sudarshan Faakir
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
pe.Do.n ke baazu.o.n me.n mahaktii hai chaa.ndnii
bechain ho rahe hai.n KHayaalaat kyaa kare.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
auro.n ke KHayaalaat kii lete hai.n talaashii
aur apne garebaan me.n jhaa.nkaa nahii.n jaataa
Muzaffar Warsi
Ghazal
mai.n huu.n ab tere KHayaalaat kaa ik aks-e-jamiil
aa.iina-KHaane se niklaa to kidhar jaa.uu.ngaa
Muzaffar Razmi
Ghazal
hai.n sehr-e-musavvir me.n qayaamat nahii.n karte
ra.ngo.n se nikalne kii jasaarat nahii.n karte
Saqi Faruqi
Ghazal
dil-kushaa baada-e-saafii kaa kise zauq nahii.n
baatin-afroz ko.ii piir-e-KHaraabaat to ho
Akbar Allahabadi
Ghazal
har shai se muqaddas hai KHayaalaat kaa rishta
kyuu.n maslahato.n par use qurbaan kiyaa jaa.e
Qateel Shifai
Ghazal
KHud ko maazii me.n rakhuu.n haal me.n rahte hu.e bhii
na.e vaqto.n ke KHayaalaat na likhne paa.uu.n
Rajesh Reddy
Ghazal
terii aavaaz ke jaaduu ne jagaayaa hai jinhe.n
vo tasavvur vo KHayaalaat kise pesh karuu.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
mujh ko suniye nazar-andaaz na kiije saahab
mere haalaat se achchhe hai.n KHayaalaat mire
Ismail Raaz
Ghazal
na tuu hai kahii.n aur na mai.n huu.n kahii.n
ye sab silsile hai.n KHayaalaat ke
Muneer Niyazi
Ghazal
is shahr me.n sab Thiik hai kyaa soch rahe ho
ronaa hai to apne hii KHayaalaat pe ronaa
Shuja Khaavar
Ghazal
sach to ye ki abhii dil ko sukuu.n hai lekin
apne aavaara KHayaalaat se jii Dartaa hai
Hasan Naim
Ghazal
vo ahd-e-javaanii vo KHaraabaat kaa aalam
naGmaat me.n Duubii hu.ii barsaat kaa aalam