SEARCH RESULTS
Showing search results for "majzuub"
Ghazal MATCHES FOR "majzuub"
Ghazal
kar chuke rindii bas ab 'majzuub' tum
ek chulluu me.n ye haalat ho ga.ii
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
majzuub' kabhii soz kabhii saaz hai tujh me.n
tuu 'miir' kabhii aur kabhii 'saudaa' nazar aayaa
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
hame.n hosh hai ab kahaa.n tan-badan kaa
ki 'majzuub' un ke pukaare hu.e hai.n
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
saika.Do.n fikre.n hai.n tum ko aaqilo
tum se to 'majzuub' hii behtar rahaa
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
jahaa.n fareb ho 'majzuub' ye tirii suurat
buto.n ke ishq kaa tujh par gumaa.n nahii.n hotaa
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
naachiiz bhii KHuubaa.n se mulaaqaat me.n gum hai
majzuub zaraa sair-e-maqaamaat me.n gum hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
us shahr ke patthar bhii gavaahii mirii de.nge
sahraa bhii bataa degaa ki majzuub rahaa huu.n
Munawwar Rana
Ghazal
jazbe me.n suluuk aur nafii me.n hai jo isbaat
ai saalik-e-majzuub ye hai sair-e-maqaamaat
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
in.aam-e-na.ng-o-naam mire kaam ke nahii.n
majzuub huu.n so merii sataa.ish fuzuul hai
Shahid Zaki
Ghazal
dil vo majzuub muGannii ki jalaa detaa hai
ek hii aah se har KHvaab ko jal-thal kar ke
Aslam Kolsarii
Ghazal
ham KHaak-nashiino.n pe tum ilhaamii 'ataa ho
jaise kisii majzuub kii maqbuul du'aa ho
Abu Hurrairah Abbasi
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
vafaa kar ke us kaa silaa chaahtaa huu.n
ba.Daa naa-sazaa huu.n sazaa chaahtaa huu.n
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
diivaangii baGair hayaat itnii talKH thii
jo shaKHs bhii zahiin thaa majzuub ho gayaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
vo mast-e-naaz aataa hai zaraa hoshyaar ho jaanaa
yahii.n dekhaa gayaa hai be-piye sarshaar ho jaanaa