SEARCH RESULTS
Showing search results for "marhala"
Ghazal MATCHES FOR "marhala"
Ghazal
kabhii ye haal ki dono.n me.n yak-dilii thii bahut
kabhii ye marhala jaise ki aashnaa.ii na thii
Naseer Turabi
Ghazal
vo marhala hai ki ab sail-e-KHuu.n pe raazii hai.n
ham is zamiin ko shaadaab dekhne ke liye
Irfan Siddiqi
Ghazal
dard-o-Gam-e-firaaq ke ye saKHt marhale
hairaa.n huu.n mai.n ki phir bhii tum itne hasii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
Darshan Singh
Ghazal
marhala ko.ii judaa.ii kaa jo darpesh hu.aa
to tabassum kii ridaa Gam ko o.Dhaa lii mai.n ne
Aleena Itrat
Ghazal
jaan de baiThe the ik baar havas vaale bhii
phir vahii marhala-e-suud-o-ziyaa.n hai ki jo thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
ta'alluq to.Dne me.n pahl mushkil marhala thaa
chalo ham ne tumhaaraa bojh halkaa kar diyaa hai
Hasan Abbas Raza
Ghazal
marhala apnii parastish kaa ho darpesh to mai.n
apne hii saamne maa.il-ba-du.aa ho jaa.uu.n
Naseer Turabi
Ghazal
har marhala-e-Gam me.n milii is se tasallii
har mo.D pe ghabraa ke tiraa naam liyaa hai
Kausar Niyazi
Ghazal
palko.n ke biich saare ujaale simaT ga.e
saaya na saath de ye vahii marhala hai kyaa
Ada Jafarey
Ghazal
Shahryar
Ghazal
har qadam marhala-e-daar-o-saliib aaj bhii hai
jo kabhii thaa vahii insaa.n kaa nasiib aaj bhii hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
rah-e-daraaz hai aur duur shauq kii manzil
garaa.n hai marhala-e-umr giit gaataa jaa
Ali Sardar Jafri
Ghazal
aasaa.n thaa bahut us ke liye harf-e-muravvat
aur marhala apne liye mushkil bhii vahii thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
guzar hii aa.e kisii tarah tere diivaane
qadam qadam pe ko.ii saKHt marhala to rahaa
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
raasta chalne ke qaabil na rahaa ai hamdam
mai.n ne manzil pe nayaa marhala iijaad kiyaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
jab bhii dekhaa hai tujhe aalam-e-nau dekhaa hai
marhala tai na hu.aa terii shanaasaa.ii kaa