SEARCH RESULTS
Showing search results for "martaba"
Ghazal MATCHES FOR "martaba"
Ghazal
kyuu.n jaa rahii hai ruuTh ke ra.ngiinii-e-bahaar
jaa ek martaba use phir varGalaa ke laa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
faanii hone se na ghabraa.iye 'faaris' ki hame.n
an-ginat martaba marnaa hai amar hone tak
Rehman Faris
Ghazal
kaho to ham bhii chale.n 'faiz' ab nahii.n sar-e-daar
vo farq-e-martaba-e-KHaas-o-aam kahte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
har martaba aataa hai mah-e-nau kii tarah tuu
is baar zaraa merii shab-e-Gam kii tarah aa
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
'hasrat' bahut hai martaba-e-aashiqii buland
tujh ko to muft logo.n ne mash.huur kar diyaa
Hasrat Mohani
Ghazal
kahte to ho tum sab ki but-e-Gaaliyaa-muu aa.e
yak martaba ghabraa ke kaho ko.ii ki vo aa.e
Mirza Ghalib
Ghazal
vo mast KHvaab chashm hai ko.ii balaa-e-bad
kyaa martaba hai fitna-e-bedaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kabhii ha.nse kabhii aahe.n bharii.n kabhii ro.e
ba-qadr-e-martaba har Gam kaa ehtiraam kiyaa
Khumar Barabankavi
Ghazal
juz martaba-e-kal ko haasil kare hai aaKHir
yak qatra na dekhaa jo dariyaa na hu.aa hogaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
har baar yaas hijr me.n dil kii hu.ii shariik
har martaba umiid ne dhokaa diyaa mujhe
Jigar Moradabadi
Ghazal
mai-KHaane me.n sau martaba mai.n mar ke jiyaa huu.n
hai qulqul-e-miinaa mujhe qum-qum se ziyaada
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
ham Garaz-mand kahaa.n martaba-e-ishq kahaa.n
ham ko samjhe.n vo havas-kaar to bejaa kyaa ho
Hasrat Mohani
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
jo tere baaG me.n mazduuriyaa.n kare.n 'amjad'
khile.n vo phuul bhii ik martaba jo tuu chaahe