SEARCH RESULTS
Showing search results for "mas.huur"
Ghazal MATCHES FOR "mas.huur"
Ghazal
inhii.n sifaat se hotaa hai aadmii mash.huur
jo lutf aam vo karte ye naam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
kaaGaz me.n dab ke mar ga.e kii.De kitaab ke
diivaana be-pa.Dhe-likhe mash.huur ho gayaa
Bashir Badr
Ghazal
tere bin raat ke haatho.n pe ye taaro.n ke ayaaG
KHuub-suurat hai.n magar zahr ke pyaalo.n kii tarah
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
zaalim thaa vo aur zulm kii aadat bhii bahut thii
majbuur the ham us se mohabbat bhii bahut thii
Kaleem Aajiz
Ghazal
saaf-go.ii me.n to sunte hai.n 'fanaa' hai mash.huur
dekhnaa ye hai tire mu.nh pe vo kahtaa kyaa hai
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
mash.huur ho ga.ii hai ziyaarat shahiid kii
KHuu.n-kushta aarzuu kaa banaa hai mazaar dil
Dagh Dehlvi
Ghazal
mai.n sitaara huu.n magar tez nahii.n chamkuu.ngaa
dekhne vaale kii aa.nkho.n kii suhuulat ke liye
Azhar Nawaz
Ghazal
ye kab chaahaa ki mai.n mash.huur ho jaa.uu.n
bas apne aap ko manzuur ho jaa.uu.n
Rajesh Reddy
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
mai.n ne ik baar kahaa thaa ki bahut pyaasaa huu.n
tab se mash.huur hu.ii tishna-dahaanii merii
Aitbar Sajid
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
mohabbat kii duniyaa me.n mash.huur kar duu.n
mirii saada-dil tujh ko maGruur kar duu.n
Akhtar Shirani
Ghazal
KHizr mash.huur ho ilyaas bane phirte ho
kab se ham gum hai.n hamaaraa to pataa do ham ko
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
mash.huur-e-zamaana hai.n 'qatiil' us kii u.Daane.n
vo daam-e-mohabbat me.n giraftaar hii kab thaa