SEARCH RESULTS
Showing search results for "mas.huur"
Nazm MATCHES FOR "mas.huur"
Nazm
shikwa
hai bajaa sheva-e-tasliim me.n mash.huur hai.n ham
qissa-e-dard sunaate hai.n ki majbuur hai.n ham
Allama Iqbal
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
huu.n magar merii jahaa.n-biinii bataatii hai mujhe
jo muluukiyat kaa ik parda ho kyaa is se KHatar
Allama Iqbal
Nazm
ram
is des me.n hu.e hai.n hazaaro.n malak-sarisht
mash.huur jin ke dam se hai duniyaa me.n naam-e-hind
Allama Iqbal
Nazm
mulaqat
sayyaad ne yuu.nhii to qafas me.n nahii.n Daalaa
mash.huur gulistaa.n me.n bahut merii fuGaa.n thii
Habib Jalib
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
hai mash.huur-e-kuucha-e-barzan
ball me.n naache.n lady-corzon
Akbar Allahabadi
Nazm
bol! ari o dharti bol!
naamii aur mash.huur nahii.n ham
lekin kyaa mazduur nahii.n ham
Asrarul Haq Majaz
Nazm
Khaali aaankhon ka makan
mujhe pattharo.n jitnaa kas do
ki merii be-zabaanii mash.huur na ho
Sara Shagufta
Nazm
banaras
tamaam hind me.n mash.huur hai yahaa.n kii sahar
kuchh is qadar hai sahar KHushnumaa banaras kii
Akhtar Shirani
Nazm
shri-krishn
madh-bhare nain se aa.nkhe.n na milaa.o 'kaifii'
log mash.huur na kar de.n tumhe.n mai-nosh kahii.n
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
mirza ghaalib
mas.ala KHidmat-e-urdu kaa bhii thaa pesh-e-nazar
apne ash.aar kii azmat se bhii vaaqif the magar
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
nazm kya hai
'josh' kii nazme.n mash.huur hai.n har jagah
hai.n Gazal ke 'jigar' vaaqa.ii baadshah
Hafiz Karnataki
Nazm
ganga
mash.huur ho ga.ii tuu hindostaa.n kii maataa
tujh me.n har ek hinduu ashnaan ko hai aataa