SEARCH RESULTS
Showing search results for "mazaar"
Ghazal MATCHES FOR "mazaar"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ye kis ne jalva hamaare sar-e-mazaar kiyaa
ki dil se shor uThaa haa.e be-qaraar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Gam-e-ishq me.n mazaa thaa jo use samajh ke khaate
ye vo zahr hai ki aaKHir mai-e-KHush-gavaar hotaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
kyaa aa.e raahat aa.ii jo kunj-e-mazaar me.n
vo valvala vo shauq vo armaan to gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
kyaa mujh se bhii aziiz hai tum ko diye kii lau
phir to meraa mazaar bane aur diyaa jale
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
dikhaa.ii dete hai.n dhu.nd me.n jaise saa.e ko.ii
magar bulaane se vaqt lauTe na aa.e ko.ii
Gulzar
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
nichlaa rahaa na soz-e-daruu.n intizaar me.n
is aag ne sura.ng lagaa dii mazaar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
sham-e-mazaar aur ye soz-e-jigar miraa
har shab kare.nge zindagii naa-saaz mere ba.ad
Meer Taqi Meer
Ghazal
hasrat baras rahii hai hamaare mazaar par
kahte hai.n sab ye qabr kisii naujavaa.n kii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
mash.huur ho ga.ii hai ziyaarat shahiid kii
KHuu.n-kushta aarzuu kaa banaa hai mazaar dil
Dagh Dehlvi
Ghazal
baqaa hamaarii jo puuchho to juu.n charaaG-e-mazaar
havaa ke biich ko.ii dam rahe rahe na rahe