SEARCH RESULTS
Showing search results for "mile.nge"
Ghazal MATCHES FOR "mile.nge"
Ghazal
jaate hu.e kahte ho qayaamat ko mile.nge
kyaa KHuub qayaamat kaa hai goyaa ko.ii din aur
Mirza Ghalib
Ghazal
un se yahii kah aa.e.n ki ab ham na mile.nge
aaKHir ko.ii taqriib-e-mulaaqaat banegii
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
tum se nahii.n milne kaa iraada to hai lekin
tum se na mile.nge ye qasam bhii nahii.n khaate
Munawwar Rana
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
mai.n rasman kah rahaa huu.n ''phir mile.nge''
ye mat samho ki va.adaa kar rahaa huu.n
Zubair Ali Tabish
Ghazal
Thaanii thii dil me.n ab na mile.nge kisii se ham
par kyaa kare.n ki ho ga.e naa-chaar jii se ham
Momin Khan Momin
Ghazal
bahut zamiin bahut aasmaa.n mile.nge tumhe.n
pa ham se KHaak ke putle kahaa.n mile.nge tumhe.n
Farhat Ehsas
Ghazal
u.De to phir na mile.nge rafaaqato.n ke parind
shikaayato.n se bharii Tahniyaa.n na chhuu lenaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
kabhii mile.nge to ye qarz bhii utaare.nge
tumhaare chehre ko pairo.n talak nihaare.nge
Vikram Gaur Vairagi
Ghazal
bas ik malaal pe tuu zindagii tamaam na kar
ba.De malaal mile.nge mire malaal ke baad
Varun Anand
Ghazal
ta.alluqaat me.n aa.ii hai bas ye tabdiilii
mile.nge ab bhii magar intizaar kam hogaa
Aanis Moin
Ghazal
aa.nsuu mile.nge mere na phir tere qahqahe
suunii har ek raahguzar chho.D jaa.uu.ngaa
Krishn Bihari Noor
Ghazal
kahaa.n mile.nge vo agle dino.n ke shahzaade
pahan ke tan pe libaade gadaagaro.n vaale
Mohsin Naqvi
Ghazal
mai.n kabhii na muskuraataa jo mujhe ye ilm hotaa
ki hazaar Gam mile.nge mujhe ik KHushii se pahle