SEARCH RESULTS
Showing search results for "misre"
Ghazal MATCHES FOR "misre"
Ghazal
kuchh 'miir' ke abyaat the kuchh 'faiz' ke misre
ik dard kaa thaa jin me.n bayaa.n yaad rahegaa
Ibn e Insha
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
vo lab hai.n ki do misre aur dono.n baraabar ke
zulfe.n ki dil-e-shaa.ir par chhaa.ii hu.ii Gazle.n
Bashir Badr
Ghazal
zindagii bhar kii kamaa.ii yahii misre do-chaar
is kamaa.ii pe to izzat nahii.n milne vaalii
Iftikhar Arif
Ghazal
beshtar bulbul se thaa sar me.n mire shor-e-junuu.n
fasl-e-gul aane na paa.ii thii ki diivaana hu.aa
Rind Lakhnavi
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
kab kahaa.n kyaa mire dildaar uThaa laa.e.nge
vasl me.n bhii dil-e-be-zaar uThaa laa.e.nge
Ata Turab
Ghazal
pahle misre me.n tujhe soch liyaa ho jis ne
jaanaa pa.Dtaa hai use misra-e-saanii kii taraf
Abhishek Shukla
Ghazal
kabhii kabhii to mukammal Gazal se miltaa huu.n
suKHan ke shahr me.n misre talaash karte hu.e
Rakib Mukhtar
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Dhuu.nDtaa rahtaa huu.n aa.iine me.n aksar KHud ko
meraa baahar mire andar kaa pata puuchhtaa hai
Rajesh Reddy
Ghazal
ga.e din ki tanhaa thaa mai.n anjuman me.n
yahaa.n ab mire raaz-daa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
teraa firaaq jaan-e-jaa.n aish thaa kyaa mire liye
ya.anii tire firaaq me.n KHuub sharaab pii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
teraa chup rahnaa mire zehn me.n kyaa baiTh gayaa
itnii aavaaze.n tujhe dii.n ki galaa baiTh gayaa