SEARCH RESULTS
Showing search results for "mood"
Ghazal MATCHES FOR "mood"
Ghazal
mahbuub kaa ghar ho ki buzurgo.n kii zamiine.n
jo chho.D diyaa phir use mu.D kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
na rok le hame.n rotaa hu.aa ko.ii chehra
chale to mu.D ke galii kii taraf nahii.n dekhaa
Munawwar Rana
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
'vasiim' dekhnaa mu.D mu.D ke vo usii kii taraf
kisii ko chho.D ke jaanaa bhii to nahii.n aayaa
Waseem Barelvi
Ghazal
na mu.D kar bhii be-dard qaatil ne dekhaa
ta.Dapte rahe niim-jaa.n kaise kaise
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
mai.n aduu kii justujuu me.n thaa ki ik patthar lagaa
mu.D ke dekhaa to sinaa.n taane hu.e ahbaab the
Hasan Naim
Ghazal
mujh se jab tark-e-ta.alluq kaa kiyaa ahd to phir
mu.D ke merii hii taraf aap ne dekhaa kaise
Krishn Bihari Noor
Ghazal
jis samt vo uThii hai udhar mu.D ga.ii hayaat
us kii nazar hii gardish-e-taqdiir ban ga.ii
Saleem Betab
Ghazal
jis ne bhii mu.D ke dekhaa vo patthar kaa ho gayaa
nazre.n jhukaa.e dosto chup chup chale chalo
Adil Mansuri
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
mu.D ke dekhuu.n to kidhar aur sadaa duu.n to kise
mere maazii ne mujhe chho.D diyaa hai yaaro