SEARCH RESULTS
Showing search results for "qarz"
Ghazal MATCHES FOR "qarz"
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
vo apne ghar chalaa gayaa afsos mat karo
itnaa hii us kaa saath thaa afsos mat karo
Bashir Badr
Ghazal
peshaanii ko sajde bhii ataa kar mire maulaa
aa.nkho.n se to ye qarz adaa ho nahii.n saktaa
Munawwar Rana
Ghazal
ye zindagii jo mujhe qarz-daar kartii rahii
kahii.n akele me.n mil jaa.e to hisaab karuu.n
Rahat Indori
Ghazal
nemat-e-ziist kaa ye qarz chukegaa kaise
laakh ghabraa ke ye kahte rahe.n mar jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
qarz TuuTe hu.e KHvaabo.n kaa adaa ho jaa.e
zaat me.n apnii bikhar jaane ko jii chaahtaa hai
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
ye qarz to meraa hai chukaa.egaa ko.ii aur
dukh mujh ko hai aur niir bahaa.egaa ko.ii aur
Aanis Moin
Ghazal
qarz-e-nigaah-e-yaar adaa kar chuke hai.n ham
sab kuchh nisaar-e-raah-e-vafaa kar chuke hai.n ham
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vo mutma.in bahut hai miraa saath chho.D kar
mai.n bhii huu.n KHush ki qarz miraa bhii utar gayaa
Munawwar Rana
Ghazal
miTTii kii mohabbat me.n ham aashufta-saro.n ne
vo qarz utaare hai.n ki vaajib bhii nahii.n the
Iftikhar Arif
Ghazal
isii se qarz chukaa.e hai.n mai.n ne sadiyo.n ke
ye zindagii jo hamesha udhaar rahtii hai
Rahat Indori
Ghazal
Aalam Nizami
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
ham se khul jaa.o ba-vaqt-e-mai-parastii ek din
varna ham chhe.De.nge rakh kar uzr-e-mastii ek din
Mirza Ghalib
Ghazal
apnii poshaak ke chhin jaane pe afsos na kar
sar salaamat nahii.n rahte yahaa.n dastaar ke biich