SEARCH RESULTS
Showing search results for "shafaq"
Ghazal MATCHES FOR "shafaq"
Ghazal
ab us ke shahr me.n Thahre.n ki kuuch kar jaa.e.n
'faraaz' aa.o sitaare safar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Andaleeb Shadani
Ghazal
dariyaa kii sair karne akele chale ga.e
shaam-e-shafaq kii aap hii tahsiin ham ne kii
Iqbal Sajid
Ghazal
aariz pe shafaq, daaman-e-mizhgaa.n me.n sitaare
yuu.n ishq kii tauqiir ba.Dhaane ke liye aa
Talib Baghpati
Ghazal
ra.ng-e-shafaq se aag shaguufo.n me.n lag ga.ii
'saaGar' hamaare haath se chhalkaa to ro diye
Saghar Siddiqui
Ghazal
suuraj huu.n zindagii kii ramaq chho.D jaa.uu.ngaa
mai.n Duub bhii gayaa to shafaq chho.D jaa.uu.ngaa
Iqbal Sajid
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
saaGar-ba-dast baiThii rahii merii aarzuu
saaqii shafaq se jaam ko Takraa ke pii gayaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
gulaabii gaal shafaq seb surKHii Gaaza ka.nval
tilism chaah bha.nvar naaz sharm narm-garii
Shahzad Qais
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
shaam thii aur shafaq phuuT rahii thii 'sarvat'
ek raqqaasa kii jaltii hu.ii peshaanii se
Sarvat Husain
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
shafaq kii raakh me.n jal bujh gayaa sitaara-e-shaam
shab-e-firaaq ke gesuu fazaa me.n lahraa.e
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ban ga.ii naqsh jo surKHii tire afsaane kii
vo shafaq hai ki dhanak hai ki hinaa hai kyaa hai