SEARCH RESULTS
Showing search results for "shafaq"
Nazm MATCHES FOR "shafaq"
Nazm
do ishq
us raah pe phailegii shafaq terii qabaa kii
phir dekhe hai.n vo hijr ke tapte hu.e din bhii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
masjid-e-qurtuba
vaadi-e-koh-saar me.n Garq-e-shafaq hai sahaab
laal-e-badaKHshaa.n ke Dher chho.D gayaa aaftaab
Allama Iqbal
Nazm
o des se aane wale bata
o des se aane vaale bataa
kyaa ab bhii shafaq ke saayo.n me.n
Akhtar Shirani
Nazm
aaj ki raat
shabnamistaan-e-tajallii kaa fusuu.n kyaa kahiye
chaa.nd ne phe.nk diyaa raKHt-e-safar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
kisan
jhuTpuTe kaa narm-rau dariyaa shafaq kaa iztiraab
khetiyaa.n maidaan KHaamoshii Guruub-e-aaftaab
Josh Malihabadi
Nazm
tumhein kya
mohabbat kii shafaq barsii tumhaare KHaal-o-KHad par
aa.ine chamke tumhaarii diid se
Mohsin Naqvi
Nazm
hinDola
Guruub-e-mahr me.n ra.ngo.n kaa jaagtaa jaaduu
shafaq ke shiish-mahal me.n gudaaz-e-pinhaa.n se
Firaq Gorakhpuri
Nazm
sachche watan-parast ka git
KHuun ro.egii samaa par mere marne pe shafaq
Gam manaane ke liye kaalii ghaTaa aa.egii
Lal Chand Falak
Nazm
aazadi
fazaa-e-shaam-e-sahar me.n shafaq jhalaktii hai
ki jaam me.n hai mai-e-laala-faam-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
nura
vo taskiin-e-dil thii sukuun-e-nazar thii
nigaar-e-shafaq thii jamaal-e-nazar thii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ek nae lafz ki taKHliq
aa.nkh chehra jabii.n haath lab lafz hai.n
sub.h-o-shaam-o-shafaq roz-o-shab lafz hai.n